Ala Rahi Kabhi disappoint nahi karta.

Zaiqa aur mayaar humesha aala. Mein ne dosto ki baat maante huwe inka seafood platter mangwaya, phir ala Sofra kyunk Uske bageir dawat namukammal si hai aur chicken Karahi. Mashallah, 4th time aya tha mein Ala Rahi aur humesha ki tarah buhat Maza aya. Bari baat k khaane mein barakat buhat hai.